Wednesday, December 09, 2009

"Nahin Samne"




dekho chhod ke kis raste wo jaate hain
saare raste vapas mere dil ko aate hain

nahin saamne, nahin saamne ye alag baat hai
nahin saamne ye alag baat hai
mere paas hai, mere paas hai tu mere paas hai
mere paas hai tu mere paas hai
mere saath hai,mere saath hai

tera naam maine liya haai yahan
mujhe yaad tune kiya hai wahan
tera naam maine liya hai yahan
mujhe yaad tune kiya hai wahan
bade zor ki aaj barsaat hai
bade zor ki aaj barsaat hai

mere paas hai tu mere paas hai,
mere paas hai tu mere paas hai
mere saath hai, mere saath hai

bichhad ke bhi mujhse juda tu nahin
khafa hai magar bewafa tu nahin
bichhad ke bhi mujhse juda tu nahin
khafa hai magar bewafa tu nahin
mere haath mein hi tera haath hai,
mere haath mein hi tera haath hai

mere paas hai tu mere paas hai,
mere paas hai tu mere paas hai
mere saath hai, mere saath hai
mere pass hai, mere pass hai
mere saath hai, mere saath hai
mere pass hai, mere pass hai
~Taal

No comments:

The irony of the relationship between technology and idleness

One of the purposes of everyday technology (mobiles, laptops, etc.) is to make us more efficient. But we rarely use our 'freed up&...