Wednesday, February 04, 2009

jai ho!

Jai Ho!

Aaja aaja jind shamiyaane ke taley
Aaja zari waale neele aasmaane ke taley

Jai Ho!

Ratti ratti sachchi maine jaan gawayi hai
Nach Nach koylon pe raat bitaayi hai
Ankhiyon ki neend maine phoonkon se udaa di
Gin gin taarey maine ungli jalayi hai

Eh Aaja aaja jind shamiyaane ke taley
Aaja zari waale neele aasmaane ke taley

Jai Ho!

Baila! Baila!
Ahora conmigo, tu baila para hoy
Por nuestro dia de movidas,
Los problemas los que sean
Salud!
Baila! Baila!

Jai Ho!

Chakh le, haan chakh le, yeh raat shehed hai
Chakh le, haan rakh le
Dil hai, dil aakhri hadd hai
Rakh le
Kaala kaala kaajal tera
Koi kaala jaadu hai na

Kaala kaala kaajal tera
Koi kaala jaadu hai na

Aaja aaja jind shamiyaane ke taley
Aaja zari waale neele aasmaane ke taley

Jai Ho!

Kab se, haan kab se, jo lab pe ruki hai
Keh de, keh de, haan keh de
Ab aankh jhuki hai
Keh de, aisi aisi roshan aankhein
Roshan dono heerey hain kya

Aaja aaja jind shamiyaane ke taley
Aaja zari waale neele aasmaane ke taley

Jai Ho!

~Gulzar (for Slumdog Millionaire)

No comments:

The irony of the relationship between technology and idleness

One of the purposes of everyday technology (mobiles, laptops, etc.) is to make us more efficient. But we rarely use our 'freed up&...